- • Bad-tareen gunah Qata Rehm karma aur (ma aur baap) sy aaq hona hai.
- • Mola Ali farmaty hain : agar kisi aurat ka aik baal bhi koi namehram dekh lai tu farishte us aurat per lanat kartey hain
- • Hum hamesha agar aik he pekar ma rahty tu khuda ko khuda kuon manta.
- • Jis nay apnay nafs ka muhasba ker liya woh kamyab hai.
- • Rishton ki khubsurati eik doosrey ki baat ko bardasht kernay main hai.
- • Bey-Aib insan talaash mat karo warna aklele reh jao gay.
- • Tum dost sey eisa ravaya apnao jaisy k tum us k ghulam ho lekin khabardar ye ravaya us sey rakho jo is k laiq ho
- • Agar kaisi ka zarf aazmana ho tu usko zaida izzat do woh alla zarf hua to aap ko zyada izzat dega or kamzarf hua tu khud ko aala samjay ga.
- • Lambi dosti k liye doo chezon per amal karein apne dost se gusse me bat mat karein aur apne dost ki gusse mein kahi hue baat ko dil pe mat lein.
- • Jitni aqal ziyada utana naseeb aur rizq zaida